Roman script

aadami jindagi aur ye aatama 

aadami jindagi aur ye aatama 

dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma

ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

aaj ke din main aakash se gir pada 

pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada

aaj ke din main aakash se gir pada 

pahle chhota sa tha, ho gaya ab bada

waqt raha nahi ek jagah pe khada

chalta rahta hai ye umar ka kaafila 

aadami jindagi aur ye aatama 

aadami jindagi aur ye aatama 

dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma

ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

ek ghar me bhi har ek se hai alag 

dekhte hai alag sochate hai alag 

ek ghar me bhi har ek se hai alag 

dekhte hai alag sochate hai alag

hum alag kyu na ho, hum bane hai alag

pyaar dekar kiya par hame ek saath 

aadami jindagi aur ye aatama 

aadami jindagi aur ye aatama 

dhundhate hai sabhi tujhko parmaatma

ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

ye milan jo karwaaye wo vishwatma, vishwatma

Explore this song