Roman script

ik aawara nadi chhalke woh khul ke

sansanati sanan sanan

aur woh hai ajeeb sa

khamoshiyan ki ik tarang liye tarang

rishta yeh kaisa jalti rait paaon ka

rishta yeh kaisa jhilmil dhup chaaon ka bolo

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

mutthiyon mein baadalon ko le ke woh nichod de

woh raat ki chuppi mein shor natkhat chhod de

mutthiyon mein baadalon ko le ke woh nichod de

woh raat ki chuppi mein shor natkhat chhod de

bebaak hai bindaas hai, usse zindagi ki pyas hai

paas hai par duriya, makhmali majbooriya hain

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

i am incomplete without you

cant find my feet without you

mann ke kamro me woh khole khushbuyo ki shishiya

saahilon pe dhoondta hai ishq wali seepiyan

mann ke kamro me woh khole khushbuyo ki shishiya

saahilon pe dhoondta hai ishq wali seepiyan

pyaar hai romance hai, bas yehi sa naach hai

do dilon ke darmiyan, khwaishon ki kashtiyan hai

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

ik aawara nadi chhalke woh khul ke

sansanati sanan sanan

aur woh hai ajeeb sa

khamoshiyan ki ik tarang liye tarang

rishta yeh kaisa jalti rait paaon ka

rishta yeh kaisa jhilmil dhup chaaon ka bolo

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

oo adhoore tum adhoore hum bin tumhare

Explore this song