Roman script

aadha gila aadha sukha aadha bhara aadha hi bhukha hu mai

aadhi khushi aadha hai gam aadha ruka aadha hi jala hu mai

ab ye jindagi jo mujhko mili ab ye jindagi jo mujhko mili

aadha khoya aadha paya aadha hi roya hu mai

adhurepan ko gale lagakar khud ki chita jalakar 

bas isi mohalle me rehna hai mujhme na hone ka gam sehna hai 

adhura jeena adhura hi marna hai aadha kaha aadha suna 

aadha hi bana hu main 

aadha gila aadha sukha aadha bhara aadha hi bhukha hu mai

aadhi khushi aadha hai gam aadha ruka aadha hi jala hu mai

ab ye jindagi ab ye jindagi jo jo mujhko mili jo mujhko mili

ab ye jindagi ab ye jindagi jo jo mujhko mili jo mujhko mili

Explore this song