Roman script

o phul chunne wale tu khud hi gulab hai

phulo se badhke bag me tere sabab hai

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

jara idhar bhi ek najar o bekhabar ho ek najar

tadap raha hai ek dil hasaye ja hasaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

jara sambhal sambhal ke chal kamar me pad rahe hai bal

ye imtihane ishk hai dilo ko aazmaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

ye arz hai huzur se na dekho yu garur se

ye arz hai huzur se na dekho yu garur se

garur to fareb hai fareb ko mitaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

ada se muskuraye ja qayamate jagaye ja

Explore this song