Roman script

ada qaatil nazar barq-e-bala

yu bhi hai aur yu bhi bala

yu bhi hai aur yu bhi

mohabbat karne waalo ki qaza

yu bhi hai aur yu bhi qaza

yu bhi hai aur yu bhi

kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena

kabhi chilman utha dena, kabhi chilman gira dena

kabhi chilman gira dena

sitmagar naazanino ki ada

yu bhi hai aur yu bhi ada

yu bhi hai aur yu bhi

hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule

hame chaha to kyu chaha, hame bhule to kyu bhule

hame bhule to kyu bhule, hame bhule to kyu bhule haay

saza ham kyu na de unki khata

yu bhi hai aur yu bhi khata

yu bhi hai aur yu bhi khata

yu bhi hai aur yu bhi

ada qaatil nazar barq-e-bala

yu bhi hai yu bhi bala

yu bhi hai aur yu bhi

Explore this song