Roman script

ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai 

na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai 

ada jadoo haseem qatil

mahki mahki late bikhraau aankho se ras chhalkaau 

aaj kahti hai ye angdai banke titli kahi udjaai

ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai 

na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai 

ada jadoo haseem qatil

apni sokhi mujhe tadaaye chaal dil par qyaamat dhaaye 

roop mera lubhaye mujhko pyar apne se hota jaye 

ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai 

na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai 

ada jadoo haseem qatil na dekh sharm aa hi jati hai 

na jaane kyu ishaaron me shararat aa hi jati hai

ada jadoo haseem qatil

Explore this song