Roman script

ada aay haay ada

hosh udaye ada

kar de deewana

ada jaanlewa ada

katilana ada

maar daale na

aawara yaha dil kitne huye lapata

ada aay haay ada

hosh udaye ada

kar de deewana

ada jaanlewa ada

katilana ada

maar daale na

aawara yaha dil kitne huye lapata

aarzoo kahe tere hotho ko choom lu

teri baaho mein jhoom lu, aa pass aa

aarzoo kahe tere hotho ko choom lu

teri baaho mein jhoom lu, aa pass aa

zulfo se sanam, teri khushbu churalu main

nigaho mein chupa lu main, na dur ja

jaaneja tujhe dekhte hai, hua main fida

ada aay haay ada

hosh udaye ada

kar de deewana

ada jaanlewa ada

katilaana ada

maar daale na

aawara yaha dil kitne huye lapata

bekarar hu, mujhe thoda karaar de

bhale jhutha hi pyar de, najre mila

bekaraar hu, mujhe thoda karaar de

bhale jhutha hi pyar de, nazre mila

mauka yeh hasi, mile na kal mile yaha

gale lag ja meri jaan, yu na sata

ashik hu aashiki ka mujhe lene de maza

ada aay haay ada

hosh udaye ada

kar de deewana

ada jaanlewa ada

katilaana ada

maar daale na

aawara yaha dil kitne huye lapata

lyrics typed by :- ruchita parab.

Explore this song