Roman script

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

ye diwane ye kya jane

ye diwane ye kya jane

ye diwane kya jane 

mai to janu tu to jane

tera irada hai kya

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

ye diwane ye kya jane

ye diwane kya jane 

mai to janu tu to jane

tera irada hai kya

husn tera jo bhi dekhe

jo bhi dekhe ho diwana tera ho diwana

dil chura ke dil se khele

di se khele ye adaye teri janejana

dil ke bahane tu ye jaan le le

tauba bahana tera

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

ye diwane ye kya jane

ye diwane kya jane 

mai to janu tu to jane

yaro se wada hai kya

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

tu kya jane pyar kya hai

pyar tere liye to hai yaha ek dikhawa

jaan ke bhi ye na jane

ye na jane husn to hai tera ek chhalava

pyar me sau sau yaar badalna

kissa purana tera

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

ye diwane ye kya jane

ye diwane kya jane 

mai to janu tu to jane

tera irada hai kya

achha hai tera nishana to kya 

har dil hai tera diwana to kya

Explore this song