Roman script

bate adhuri jo hai adhuri rahein to aacha hai

dil ke kareeb aake bhi jo doori rahe to aacha hai

na na na na na na na  na

kehne ko keh bhi dein hum

kehne ko keh bhi dein hum par kya fayeda

jo maza khamoshi mein hai baton me kahan

dil ke jo haalat hain wo aankhe karti bayan

tum na ho phir bhi jo lage ki tum ho idhar to aacha hai

anjane chehron me dhunde jo tum ko nazar to aacha hai hai

na na na na na na na

tamam umar tera intezar karna hai phir bhi na jane kyu

dil me umid si hai

tu paas na ho toh ye bekarar rehta hai na jane kya pata

kaisi dil ki lagi hai

sach me nahi bas khayalon me tum

sang me raho mere

badhti hui dhadkanon ko jo thame agar to aacha hai

oon kadmon ko rokein jo jaye teri dagar to aacha hai

na na na na na na na na

Explore this song