Roman script

achha hai kuch na kahe

kehne ko jab itni agar 

baate adhuri reh jaaye to

achha hai yun hi khaamoshi

yun hi khaamoshi

achha hai kuch na kahe

kehne ko jab itni agar 

baate adhuri reh jaaye to

achha hai yun hi khaamoshi

yun hi khaamoshi

baandh palaasi roku kitna

lehre to uthti man mauji

baandh palaasi roku kitna

lehre to uthti man mauji

laakh dikhaaye hans kar chehra

dard hota hai fir bhi

baandh palaasi roku kitna

lehre to uthti man mauji

laakh dikhaaye hans kar chehra

dard hota hai fir bhi

ashk bahaane se kehte hai

dil ko jara suku bhi milte hai

rona chaahu fir bhi dekh na le mujhko koi

dar lagta hai, dar lagta hai

achha hai kuch na kahe

kehne ko jab itni agar 

baate adhuri reh jaaye to

achha hai yun hi khaamoshi

yun hi khaamoshi

main to jaanu, dil na ye maane

dhund raha jo khud sa koi

main to jaanu, dil na ye maane

dhund raha jo khud sa koi

maaya ye kasturi aisa

har pal dil kyu aas jagaaye

main to jaanu, dil na ye maane

dhund raha jo khud sa koi

maaya ye kasturi aisa

har pal dil kyu aas jagaaye

saanso ke sang sang pal ye gujarte

beet lamhe humse yun kahte

achha hai kuch na kahe

kehne ko jab itni agar 

baate adhuri reh jaaye to

achha hai yun hi khaamoshi

yun hi khaamoshi

Explore this song