Roman script

is basti ki shan ho tum ho ho 

is basti ki jaan ho tum 

is basti ki shan ho tum ho ho 

is basti ki jaan ho tum 

tum tarif ke kabil ho do acche insaan ho tum

achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya 

achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya 

is duniya se kuchh humne liya

is duniya ko kuchh humne diya 

ha achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya 

ho ho ho 

kitna bada ye sara jaha chhoti si apni basti yaha 

kitna bada ye sara jaha chhoti si apni basti yaha 

logo si apni kismat kaha logo me humme himmat kaha 

amrit mila na humko magar has ke jahar humne piya 

achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya 

ho ho ho  o o o

puchho na ye kya hum karte hai hum kaise kahe sach darte hai hum  

puchho na ye kya hum karte hai hum kaise kahe sach darte hai hum  

chhote bade sab insano ko thoda barabar karte hai hum 

thoda amiro se le liya thoda garibo ko de diya 

achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya 

is duniya se kuchh humne liya 

is duniya ko kuchh humne diya 

ha achha bura jaane khuda humse hua jo humne kiya

Explore this song