Roman script

achchi surat pe ghazab tut ke aana dil ka

achchi surat pe ghazab tut ke aana dil ka

yaad aata yaad aata yaad aata

hain hamein haye zamana dil ka

yaad aata yaad aata yaad aata

hain hamein haye zamana dil ka

achchi surat pe ghazab

gooncha e gul ko wo

mutthi mein liye aate they

gooncha e gul ko wo

mutthi mein liye aate they

maine puchha maine puchha maine puchha

kyun kiya mujhse bahana dil ka

maine puchha maine puchha maine puchha

kyun kiya mujhse bahana dil ka

achchi surat pe ghazab

poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko

poori mehndi bhi lagani nahi aayi jisko

kyun karaya kyun karaya kyun karaya

use gairon se lagana dil ka

achchi surat pe ghazab tut ke aana dil ka

achchi surat pe ghazab

baad muddat ke yahin daag samajh mein aaya

baad muddat ke yahin daag samajh mein aaya

wahin dana hai wahin dana hai

wahin dana hai kahan jisne na mana dil ka

Explore this song