Roman script

acha huya tum mil gaye acha huya tum mil gaye

yado ke phul khil gaye khil gaye khil gaye 

acha huya tum mil gaye yado ke phul khil gaye

warna tumse milne ka arman rah jata

warna tumse milne ka arman rah jata

tadap ke sine me ye dil nadan rah jata

zakhme jigar sil gaye sil gaye sil gaye

acha huya tum mil gaye yado ke phul khil gaye

na meri doli nikli na baze shehnai

na meri doli nikli na baze shehnai

meri kismat me likhi thi kuch aisi ruswai

dono jaha hil gaye hil gaye hil gaye

acha huya tum mil gaye yado ke phul khil gaye

na mera koi rasta na koi manjil hai

kaha suna maf mera phir milna mushkil hai

kaha suna maf mera phir milna mushkil hai

milna tha aaj mil gaye mil gaye mil gaye

acha huya tum mil gaye yado ke phul khil gaye

mujhko yaad bahut aai apno ki gairo me

o mujhko yaad bahut aai apno ki gairo me

Explore this song