Roman script

accha hi hua dil tut gaya

accha hi hua jo tune kiya

lungi na kabhi ab naam-e-wafa

accha hi hua dil tut gaya

accha hi hua jo tune kiya

lungi na kabhi ab naam-e-wafa

accha hi hua dil tut gaya

tha jinka pyar nigaho me

wo hai gairo ki baanho me

tha jinka pyar nigaho me

wo hai gairo ki baanho me

kis baat ka badla mujhse liya

haay mujhse liya

accha hi hua dil tut gaya

accha hi hua jo tune kiya

lungi na kabhi ab naam-e-wafa

accha hi hua dil tut gaya

asli the phool mohabbat ke

achhe the vade ulfat ke

asli the phool mohabbat ke

achhe the vade ulfat ke

par tu unko na jaan saka, jaan saka

accha hi hua dil tut gaya

accha hi hua jo tune kiya

lungi na kabhi ab naam-e-wafa

accha hi hua dil tut gaya

dil me to socha kya-kya tha

tera pyar to ret ka dariya tha

dil me to socha kya-kya tha

tera pyar to ret ka dariya tha

dil pyasa tha pyasa hi raha, pyasa hi raha

accha hi hua dil tut gaya

accha hi hua jo tune kiya

lungi na kabhi ab naam-e-wafa

accha hi hua dil tut gaya

Explore this song