Roman script
achha hai mauka kisne hai roka, ho jaye pyar zara zara dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara achha hai mauka kisne hai roka, ho jaye pyar zara zara dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara dil ka ye bangla rakha hai khali, kab se tumhare liye hum jante hai karte ho kya kya, tum bhi hamare liye dil ka ye bangla rakha hai khali, kab se tumhare liye hum jante hai karte ho kya kya, tum bhi hamare liye pyar hai jaga jab se hai langa, naino ka tar zara zara dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara duniya hai dariya tum ek lehar ho, mai hu tumhara kinara humne bhi tumko samjha hua hai, jaan se dil se hamara jitna tumhe hai utna hume hai, dil ka bukhar zara zara dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara rangi rajister kar dunga shadi, duniya jale to jale rangi rajister kar dunga shadi, duniya jale to jale dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara achha hai mauka kisne hai roka, ho jaye pyar zara zara dekho ji dekho dena na dhokha, hai eaitbar zara zara
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Chitalkar Ramchandra
- Film / album: Sharada (1957)
- Composer: Chitalkar Ramchandra
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Raj Kapoor
- Actor: Meena Kumari
- Actor: Shyama
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Srandhir
- Actor: Omprakash
- Actor: Anita Guha
- Actor: Agha
- Actor: Manorama
- Actor: Gope
- Actor: Rajan Haksar
- Actor: W M Khan
- Actor: Ali Mirajkar
- Actor: Uma Khosla
Song video
singer: Asha Bhosle, Chitalkar Ramchandra
actor: Raj Kapoor, Meena Kumari