Roman script

abhi to mahfil jami nahi hai 

abhi se jaane ki baat kya hai 

jali na ho jo wo samaa kaisi 

gujar gayi jo wo raat kya hai 

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye uff

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

isko kiske hawaale karu haaye haaye haaye

isko kiske hawaale karu haaye haaye

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

koi chhu le agar kaanp jaaye re man 

sangemarmar se ujala ye mera badan 

sangemarmar se ujala ye mera badan

koi chhu le agar kaanp jaaye re man 

sangemarmar se ujala ye mera badan 

sangemarmar se ujala ye mera badan

lut le naa koi 

lut le naa koi mai daru haaye haaye 

lut le naa koi mai daru haaye haaye

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye 

koi daaku mile ya lutera mile

meri raato ko koi savera mile

meri raato ko koi savera mile  

ho koi daaku mile ya lutera mile

meri raato ko koi savera mile

meri raato ko koi savera mile  

aur kab tak akeli o o 

aur kab tak akeli phiru haaye haaye

aur kab tak akeli phiru haaye haaye  

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye 

aankh phadke meri jiya dhadke mera 

kuch to hoga magar hoga kya jaane na 

kuch to hoga magar hoga kya jaane na 

ho aankh phadke meri jiya dhadke mera 

kuch to hoga magar hoga kya jaane na 

kuch to hoga magar hoga kya jaane na 

raaj kholu ya mai chup rahu haaye haaye 

raaj kholu ya mai chup rahu haaye haaye 

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

isko kiske hawaale karu haaye haaye haaye

isko kiske hawaale karu haaye haaye

ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

ho ab to hum se jawaani sambhaali naa jaaye

Explore this song