Roman script

abhi nahi jana abhi nahi jana

abhi nahi jana abhi nahi jana

dil to ye chahe kabhi nahi jana

dil to ye chahe kabhi nahi jana

dil ka to kya hai ye to hai diwana

dil ka to kya hai ye to hai diwana

iski bato me mujhe nahi aana

iski bato me mujhe nahi aana

o sham ke rang khile hai 

mauke se hum bhi mile hai sham ke rang khile hai 

mauke se hum bhi mile hai aur abhi honge shuru

pyar ke jo silsile hai pyar ke jo silsile hai

o dil ko sambhalo na mane to mana lo

dil ko sambhalo na mane to mana lo

ye zid nahi achhi dil ko samjhana

ye zid nahi achhi dil ko samjhana

jadu tera chalne laga hai dil mera pighalne laga hai

jadu tera chalne laga hai dil mera pighalne laga hai

tujhse dur jane ka faisla badalne laga hai

faisla badalne laga hai oo

shukariya tera kaha jo mana mera

shukariya tera kaha jo mana mera

aaja ab aake baho me samana

aaja ab aake baho me samana

abhi nahi jana abhi nahi jana

abhi nahi jana abhi nahi jana

dil to ye chahe kabhi nahi jana

dil to ye chahe kabhi nahi jana

ha dil to ye chahe kabhi nahi jana la la la 

dil to ye chahe kabhi nahi jana

Explore this song