Roman script

abhi na jao chhod  kar ke dil abhi bhara nahi

abhi na jao chhod  kar ke dil abhi bhara nahi

abhi abhi to aayi ho abhi abhi to

abhi abhi to aayi ho bahar ban ke chhai ho

hawa jara mahak to le najar jara bahak to le

ye sham dal to le jara 

ye sham dal to le jara ye dil sambal to le jara

mai thodi der ji to lu

nashe ke ghut pi to lu nashe ke ghut pi to lu

abhi to kuch kaha nahi abhi to kuch suna nahi

abhi na jao chhod  kar ke dil abhi bhara nahi

sitare jhilmila uthe 

sitare jhilmila uthe chirag jagmaga uthe

bas ab na mujhko tokna

bas ab na mujhko tokna na bad ke raah rokana

agar mai ruk gayi abhi to ja na paugi kabhi

yahi kahoge tum sada ke dil abhi nahi bhara

jo khtam ho kisi jagah ye aisa silsila nahi

abhi nahi abhi nahi nahi nahi, nahi nahi

abhi na jao chhod  kar  ke dil abhi bhara nahi

adhuri aash adhuri aash chhod  ke adhuri pyas chhod  ke 

jo roj yu hi jaogi to kis tarah nibhaogi 

ke zindgi ki raah me jawa dilo ki chah me 

kai makam aayege jo humko aajmayege

bura na mano baat ka ye pyar hai gila nahi

ha yahi kahoge tum sada ke dil abhi bhara nahi

ha dil abhi bhara nahi nahi nahi nahi nahi

Explore this song