Roman script

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

kab kaise gum hua

dhundu mai toh yaha vaha re, oh

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

kab kaise gum hua

dhundu mai toh yahan vahan re, oh

dekho jara dekho toh mujhe yaron mai divaana ho gaya

jaadu jo chalaya usne uski nigaho ka nishana ho gaya

mujhko pata hai yeh, usne churaya dil

woh toh kuch jane na kya hai meri mushkil

aao chale vahan jahan re, oh

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

woh hai mere giton ki juban woh hai meri jane ghajal

uske liye banaun mai ek naya sapno ka taj mahal

woh hai meri nindo me, woh hai meri rato me

woh hai mere khwabon me, woh hai meri bato me

uske bina kya hai yaha re, oh

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

kab kaise gum hua

dhundu mai toh yahan vahan re, oh

abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

han, abhi abhi yahi tha, abhi dil kahan gaya re

Explore this song