Roman script

aasha abhi abhi to pyar hua hai ruth gaye tum abhi abhi

pyar me acha lagta hai khel bhi aisa kabhi kabhi

acha nahi hota hai dekho pyar me aisa khel kabhi

khel khel me chali gayi thi meri dahadkan abhi abhi

abhi abhi to pyar hua hai ruth gaye tum abhi abhi

pyar me acha lagta hai khel bhi aisa kabhi kabhi

do pal ki khatir to mai ghabra gayi thi

do pal ki khatir to mai ghabra gayi thi

tera khel hua par meri jan pe aa gayi thi

meri jan pe aa gayi thi

aise hi agar mujhe sataye mai na aau pas kabhi

khel khel me chali gayi thi meri dahadkan abhi abhi

abhi abhi to pyar hua hai ruth gaye tum abhi abhi

pyar me acha lagta hai khel bhi aisa kabhi kabhi

kya janu meri sajni najuk dil hai

chhodo ab ye gussa mera jina to muskil hai

kya janu meri sajni najuk dil hai

chhodo ab ye gussa mera jina to muskil hai

jina to muskil hai

ik tere ruthe rahne se tut gaye arman sabhi

ab na aisi galti hogi

ab na aisi galti hogi kasam khai hai abhi abhi

dekho apna khel tamasha dekh rahe hai log sabhi

chalo abhi hum man gaye hoti hai galti kabhi kabhi

do pal pahle dur the janam paas aa gaye abhi abhi

abhi abhi to ruth gaye the man gaye tum abhi abhi

do pal pahle dur the janam paas aa gaye abhi abhi

abhi abhi to hum ruth gaye the

man gaye hum abhi abhi man gaye hum abhi abhi

man gaye hum abhi abhi

man gaye hum ha ha man gaye hum abhi abhi

Explore this song