Roman script

abhi abhi taja taja mili hai khabar

abhi abhi taja taja mili hai khabar

are suniye huzur jara tham ke jigar

are suniye huzur jara tham ke jigar

koi meharba aaya hai yaha

kahta hai tune mujhe luta meri jaan

maine to kuch kiya bhi nahi

dil ka hai ye mamala

dil pe kiska bas chala

dil ka hai ye mamala

dil pe kiska bas chala

aayi hai jawani to ye hoga bhi zarur

aayi hai jawani to ye hoga bhi zarur

kisi na kisi pe dil aayega jarur

kisi na kisi pe dil aayega jarur

pyar se jiyo jina hai yahi

jisne kahi ye khub kahi

maine to kuch kaha bhi nahi

dil ka hai ye mamla

dil pe kiska bas chala

dil ka hai ye mamla

dil pe kiska bas chala

abhi abhi taja taja mili hai khabar

abhi abhi taja taja mili hai khabar

aayi hai yaha pe ek jane jigar

aayi hai yaha pe ek jane jigar

dilbar hai naam uska 

dil ko churana hai kaam uska

maine to kuch kaha bhi nahi

dil ka hai ye mamla

dil pe kiska bas chala

dil ka hai ye mamla

dil pe kis ka bas chala

dil ko bachao na tham lo jigar

dil ko bachao na tham lo jigar

mil jaye jab kahi kisi se najar

mil jaye jab kahi kisi se najar

abhi abhi shuru hua pyar ka safar

chalte chalenge le jaoge jidhar

pyar ki hawa layegi bahar

dilwalo matwalo gao mere sang

dil ka hai ye mamla

dil pe kiska bas chala

dil ka hai ye mamla

dil pe kiska bas chala

Explore this song