Roman script

abhi abhi mera dil mere pass tha 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

solah baras maine dil ko sambhala 

bada dagaabaaj hai dhokha de ke bhaaga 

solah baras maine dil ko sambhala 

bada dagaabaaj hai dhokha de ke bhaaga 

bin sharmaaye bin ghabraaye 

ye kya ho gaya main naa janu palbhar mein 

kya se kya ho gaya 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

aisa mujhe pahli baar hua hain 

unki kasam bura haal hua hain 

aisa mujhe pahli baar hua hain 

unki kasam bura haal hua hain 

ankhiya bole kyu ki chori 

humse hamjoli 

kaise kahte daka daala luti main poori 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

wo jo mile zamaana mila hai 

jeene ka jaise bahana mila hai 

wo jo mile zamaana mila hai 

jeene ka jaise bahana mila hai 

main sharmaau kah na paau 

mushkil ho gayi 

rabba is chori mein main bhi shamil ho gayi 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

abhi abhi mera dil mere pass tha 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya 

naa jane usey aaj chura ke koi le gaya

Explore this song