Roman script

mujhe kuch samajh na aaye

kya ghalat hua hai mujhse

kyun yeh jaan jal rahi hai

kyun dhuaan utha hai dil se

koi yun nahi badalta

tu badal gayi hai jaise

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

koi kabhi na dar-badar ho

aise meri tarah

sara jahan hai mera dushman

woh bhi bina wajah

yeh ishq hai yahi ishq hai

to dil lagana kya

naaraz hoon main naaraz hoon

isme chhupana kya

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

mere saath yeh kyun kiya

Explore this song