Roman script

abhi abhi hatho me mahandi rachi hai 
abhi abhi hatho me mahandi rachi hai 
abhi abhi mathe pe bindiya saji hai 
aage aage dekho ji kya hoga 
kya hoga ji ab kya hoga 
abhi abhi hatho me mahandi rachi hai 
abhi abhi mathe pe bindiya saji hai 
rut hai chai rangili jodi kaisi saji 
rut hai chai rangili jodi kaisi saji 
sajan ki aankho me sapne milan ke 
sajni ki aankhe latili 
komal kalai me khanka hai kangna 
komal kalai me khanka hai kangna 
gajre ke fulo se mahka hai angana
aage aage dekho ji kya hoga 
kya hoga ji ab kya hoga 
abhi abhi hatho me mahandi rachi hai 
abhi abhi mathe pe bindiya saji hai 
bandh gai pritam se dori khul gai gori ki chori
bandh gai pritam se dori khul gai gori ki chori
saiya ko ghunghat se chup chup ke dekhe 
chanda ko jaise chakori
naino me pi ki suratiya basi hai 
naino me pi ki suratiya basi hai 
man me khushi hotho pe hansi hai 
aage aage dekho ji kya hoga 
kya hoga ji ab kya hoga 
abhi abhi hatho me mahandi rachi hai 
abhi abhi mathe pe bindiya saji hai 
bela milane ki aayi goriya kaisi lajayi
bela milane ki aayi goriya kaisi lajayi 
kisne sajniya ke kano me chedi mithi madhur shahnai
nata rati se madan ne hai joda 
nata rati se madan ne hai joda 
muska ke fulo bhara ban choda 
aage aage dekho ji kya hoga 
kya hoga ji ab kya hoga 
aage aage dekho ji kya hoga 
kya hoga ji ab kya hoga

Song details

Song video

Watch on YouTube