Roman script

abhi abhi bahar thi abhi abhi bahar thi 
cha gayi fiza dard bhari aankho se
dard bhari aankho se ashk hai rawa
abhi abhi bahar thi
chhod diya garib ko bulbule badnasib ko
chhod diya garib ko bulbule badnasib ko
gamo ke jhoke aa gaye gamo ke jhoke aa gaye 
lut gaya hai gulsita abhi abhi bahar thi
bijliya jala gayi aandhiya mita gayi
bijliya jala gayi aandhiya mita gayi
dekhte hi dekhte dekhte hi dekhte 
jal gaya hai aashiya abhi abhi bahar thi
tujhko jafa pe naz hai tujhko jafa pe naz hai 
mujhko wafa pe naz hai naz hai
mai to kahi na jaungi mai to kahi na jaungi
chhod ke tera aasra abhi abhi bahar thi
cha gayi fiza dard bhari aankho se
dard bhari aankho se ashk hai rawa
abhi abhi bahar thi

Song details

Song video

Watch on YouTube