Roman script

abhi aaya nahi hai jo abhi aaya hua hai jo

abhi aane wala hai jo use toofan kahte hai

khuda ki shan kahte hai

koi paygam aaya hai, ye tere nam aaya hai

bahut najdik o jalim, tera anzam aaya hai

nahi pahchanta kuch bhi

nahi jo janta kuch bhi, nahi jo manta kuch bhi

use toofan kahte hai, tujhe shaitan kahte hai

badalne lag gaya hai, rang mahfil ka sambhal ja tu

hawaye chal padi hai tej, chal bach kar nikal ja tu

nahi to tut jayega, nahi to tut jayega

use aana hai aayega, jise toofan kahte hai

khuda ki shan kahte hai

abhi aaya nahi hai jo, abhi aaya hua hai jo

abhi aane wala hai jo, use toofan kahte hai

khuda ki shan kahte hai

likhe jate hai sare faisle, to aasmano par

wahi se bijliya girti hai, aise beimano par

jo hona hai wahi hoga, nahi hona nahi hoga

ye apna hai yahi hoga, ye sab insan kahte hai

tujhe shaitan kahte hai

abhi aaya nahi hai jo, abhi aaya hua hai jo 

abhi aane wala hai jo, use toofan kahte hai

khuda ki shan kahte hai

Explore this song