Roman script

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

abhi toh mohabbat ka anjam hoga

bada dilnashin tera andaz hai

bada dilnashin tera andaz hai

bada khubsurat tera naam hoga

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

yeh aankhe, yeh palke, yeh bindiya, yeh kajal

yeh choodi, yeh kangna, yeh jhumke, yeh payal

badi hi surili yeh aawaz hai

badi hi surili yeh aawaz hai

isse sun ke dil ko bhi aaram hoga

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

abhi toh mohabbat ka anjam hoga

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

yeh masti ada ki, yeh julfo ki khushbu

yeh hontho ki lali, yeh baato ka jaadu

diwaane sabhi tere mohtaz hai

diwaane sabhi tere mohtaz hai

koyi naa koyi tera gulfam hoga

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

abhi toh mohabbat ka anjam hoga

bada dilnashin tera andaz hai

bada khubsurat tera naam hoga

abhi toh mohabbat ka aaghaj hai

Explore this song