Roman script

abdulla abdulla abdulla 

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

aise na dekho ji haye allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

aise na dekho ji haye allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

husn ka diwana shama ka parwana

main tera hu zalim tune na pahchana

husn ka diwana shama ka parwana

main tera hu zalim tune na pahchana

mujhe to tune dil se bhulaya magar

tujhko na bhulunga main wallah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

aise na dekho ji haye allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

ye adayein ye shabab nahi inka jawab

mujhe badi khushi huyi milke aapse janab

salam mem sahab

ye adayein ye shabab nahi inka jawab

mujhe badi khushi huyi milke aapse janab

lije nishani mera chhalla

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

aise na dekho ji haye allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

nargisi aankho me jane kya jadu hai

jise bhi dekhahai wahi bekabu hai

nargisi aankho me jane kya jadu hai

jise bhi dekhahai wahi bekabu hai

dil mera tune luta hai o naajni

teri adayein subhan allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

aise na dekho ji haye allah

mera naam abdulla sabka yaar hu wallah

abdulla abdulla abdulla 

abdulla abdulla abdulla

Explore this song