Roman script

ab mujhe rat din 

tumhara hee khayal hain

ab mujhe rat din 

tumhara hee khayal hain

kya kahu pyar me divano 

jaisa hal hain divano jaisa hal 

hain tumhara hee khayal hain

ho ho aa ha ha ha la la la

abb mujhe rat din 

tumhara hee khayal hain

kya kahu pyar me divano 

jaisa hal hain

tum ko dekhe bina 

chain milta nahee

dil peh abb toh koyee 

jor chalta nahee

jadu hain kaisa dil kee lagee me 

dub gaya hu iss bekhudee me

ho ho aa ha ha ha la la la

ab mujhe rat din 

tumhara hee khayal hain

kya kahu pyar me divano 

jaisa hal hain

har pal dhunde najar 

tum ko hee janeman

had se badhne laga 

meraa divanapan

dil me basa lu apna bana lu 

ya phir najar me tumko chhupa lu

ho ho aa ha ha ha la la la

abb mujhe rat din 

tumhara hee khayal hain

kya kahu pyar me divano 

jaisa hal hain

divano jaisa hal hain 

tumhara hee khayal hain

ho ho aa ha ha ha la la la

Explore this song