Roman script

ab zindagi ka bojh 

ab jindagi ka bojh uthaya na jayega 

uthaya na jayega 

markar bhi wo jahan ko dikhaya na jayega 

dikhaya na jayega 

tasveer unki rahti hain najaron mein har ghadi 

tasveer unki rahti hain najaron mein har ghadi 

aisa hasin khyal bhulaya na jayega bhulaya na jayega 

ab zindagi ka bojh uthaya na jayega 

uthaya na jayega 

sheesha nahi jo tod ke phir jod lijiye 

sheesha nahi jo tod ke phir jod lijiye 

dil tut jayega to phir banaya na jayega 

banaya na jayega 

ab zindagi ka bojh uthaya na jayega 

uthaya na jayega 

kya jante the soch ae mohabbat ki bebasi 

kya jante the soch ae mohabbat ki bebasi 

ghar samne jalega bujhaya na jayega 

bujhaya na jayega 

ab zindagi ka bojh uthaya na jayega 

uthaya na jayega

Explore this song