Roman script

ab wafa ka naam na le koi 

ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai 

pathar ka dil sine me ho hume us khuda ki talash hai

ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

mare zamana thokar tarsa kara kare hum pyar ko

tarsa kara kare hum pyar ko

kabhi dekhe na muh bahar ka 

hume us duva ki talash hai

ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

hume gam nahi us par tha tufan humko ajij hai

tufan humko ajij hai

jo dubo de sahil par hume us na khuda ki talash hai

ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

lage aag apne karar ko roye to rone do pyar ko 

roye to rone do pyar ko 

jo na bhar sake kabhi zakham ko 

hume us duva ki talash hai

ab wafa ka naam na le koi hume bewafa ki talash hai

pathar ka dil sine me ho hume us khuda ki talash hai

ab wafa ka naam na le koi

Explore this song