Roman script

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne 

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne

aapa sab ne sathina, aapa sab ne ho 

aapa sab ne sathina, aapa sab ne

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne 

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne

gaanwo me nanhe bachcho ki, shaadi log rachate 

gaanwo me nanhe bachcho ki, shaadi log rachate 

andhi rasmo ki vedi par, unki bali chadhate ho 

andhi rasmo ki vedi par, unki bali chadhate

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne 

ho ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne

ho ho ho ho aa aa aa aa ho ho ho 

kachchi kaliya gauna karke, ghar sansaar basati 

kachchi kaliya gauna karke, ghar sansaar basati 

chhutpan me hi maa ban jaati, tan me rog lagati ho 

chhutpan me hi maa ban jaati, tan me rog lagati

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne 

ho ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne

chhaya hain agyaan andhera, aao aaj mitaye 

chhaya hain agyaan andhera, aao aaj mitaye 

nayi sadi ki khatir, ghar ghar akshar deep jalaye ho

nayi sadi ki khatir, ghar ghar akshar deep jalaye 

ab to jagna hi hoga, bahno hamko mil ke 

hamko mil ke saathino, sabko mil ke 

aage badhna hi hoga, bahno sabko mil ke 

ho ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne 

ab to jaagya sarsi, behna aapa sab ne

Explore this song