Roman script

ye mehfil ye khushiya ye rang sirf humse hai

is duniya me jo kuch bhi hai

aurat ke dum pe hai 

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ho kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

dualat ke jor pe aurat ko

kamjor na samjho

aurat ki har fariyad ko

ek shor na samjho

kamjor na samjho

tum ek shor na samjho

kamjor na samjho

tum ek shor na samjho

ab dekhana kya kya karti hai abla bechari

ab dekhana kya kya karti hai abla bechari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

agar pyar kare aurat ko 

apna aap luta de

jab nafrat kare to duniya me vo

aag laga de

apna aap luta de

jag me aag laga de

apna aap luta de

jag me aag laga de

aurat zid pe aa jaye to

vo kabhi na hari

aurat zid pe aa jaye to

vo kabhi na hari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

aurat ki majburi se 

khelna bada gunah hai

jisne bhi is pe julm kiya vo

hua tabah hai

khelna bada gunah hai

samjh lo hua tabah hai

khelna bada gunah hai

samjh lo hua tabah hai

parvat se bada dil rakhti hai 

ye bharat ki nari

parvat se bada dil rakhti hai 

ye bharat ki nari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

mere pyar ke aanchal me

dekho bhar di khudgarji

o hawas ke bande

bol teri ab kya hai marji

bhar di khudgarji

bol teri ab kya hai marji

are bhar di khudgarji

bol teri ab kya hai marji

aurat chahe to karde

sabka jina bhari

aurat chahe to karde

sabka jina bhari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

kal teri bari thi

aaj hai meri bari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

ab naya tamasha dekhegi ye duniya sari

ye duniya sari, ye duniya sari

Explore this song