Roman script

ab naiya kaise paar lge 
sagar se kinara chut gaya
ek unka hi sahara tha lakin 
ab wo bhi sahara chut gaya
ab naiya kaise paar lge 
sagar se kinara chut gaya
ek unka hi sahara tha lakin 
ab wo bhi sahara chut gaya
apno ne hi apne haatho se 
majhdhaar me laker chod diya 
haye chod diya 
ek khel sitaaro ne khela
aur bhaag humara foot gaya 
aur bhaag humara foot gaya 
ek unka hi sahara tha lakin 
ab wo bhi sahara chut gaya
ab tujh bin kaun sahara hai 
sanskar gum ke maaro ka

Song details

Song video

Watch on YouTube