Roman script

abb mai kah karu kit jau mai kah karu kit jau 

chhut gaya 

sab sath sahara,

apne bhee kar gaye kinara

chhut gaya sab sath sahara,

apne bhee kar gaye kinara

ik bajee me sab kuchh hara,

asha haree himmat haree

abb kya danv lagau, mai kah karu kit jau

abb mai kah karu kit jau, mai kah karu kit jau

jo paudha sincha murajhaya tut gaya jo mahal banaya 

bujh gaya jo bhee diya jalaya, 

man andhiyara jag andhiyara

jyot kaha se lau mai, kah karu kit jau

Explore this song