Roman script

ab main jaan gaya hu, kyu hoti hai nayi subah

ab main jaan gaya hu, kya hota hai khula aasma

jo tujhse mila tha kaanto pe main chala

tujhse bichhad ke, tujhse raah badal ke

ye hai sadiyo ke faasle, aasa ho gaye hai raaste

tujhse bichhad ke, tujhse raah badal ke

ab yaki hoga kise

hum ek hi kabhi raah chale

ab main jaan gaya hu, kya hoti hai khushiya

dilo ke bich ab tere mere

jo hai duriya

jo tujhko khoya, sabkuch maine paya

tujhse bichhad ke, tujhse raah badal ke

ye hai sadiyo ke faasle, aasa ho gaye hai raaste

tujhse bichhad ke, tujhse raah badal ke

ab yaki hoga kise

hum ek hi kabhi raah chale

tujhse bichhad ke, tujhse raah badal ke

ab main jaan gaya hu

Explore this song