Roman script

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

rahne nahi pata koi

ek hal pe kayam ek hal pe kayam

hai kam is dunia ka garibo ko rulana

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

gairo ko sunane se ye dukh aur badhega

dukh aur badhega khamosh shikayat 

na juba par kabhi lana

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

aaram tera chin ke aaram tera chin ke

ab hasti hai dunia hasti hai dunia

takdir me likha hai teri thokar khana

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

hum dard jise tune kabhi

samjha tha apna samjha tha apna

hum dard jise tune kabhi

samjha tha apna samjha tha apna

afsane gum apno se jake sunana

jake sunana afsane gum apno se 

jake sunana jake sunana

ab kisko sunane chali tu gam ka fasana

sunta hai bhala kiski ye bedard zamana

Explore this song