Roman script

ab ki ye subah is kadar hui 

sham ki hame kuch khabar nahi 

shekh ka baya is kadar hasi 

inki jban beasar hui 

koi aisa jaha jaha na rat ho 

bin boli baya baya wo baat ho 

gar meri suno wo lajawaab ho 

mera jo mukaam wo mera khwaab ho

ab ki ye subah is kadar hui

roj ki hume kuch fikar nahi 

shekh ka baya is kadar hasi 

bind ki juba ab asar huyi

koi aisa jaha jaha na rat ho 

bin boli baya baya wo baat ho 

gar meri suno wo lajawaab ho 

mera jo mukaam wo mera khwaab ho

???????????????????????????????

Explore this song