Roman script

ab khatm ho raha hai

meri jindagi ka sangram

ab khatm ho raha hai

meri jindagi ka sangram

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

meri aa gayi hai manjil

mera aa gaya hai mukaam

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

mera dum ghoottaa hai yaha par

main jee nahi sakti

mera dum ghoottaa hai yaha par

main jee nahi sakti

is jahrili duniya ka jahar 

main pee nahi sakti

pattharo ki is basti ko

mera ab hai ram ram

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

jiske kaaran maine apne

baabul ka ghar choda

usi ne mujhpe kalank lagake 

mera dil hai toda

ek nirmohi ne kar diya

mujhko is jag me badnaam

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

meri aa gayi hai manjil

mera aa gaya hai mukaam

swikaar karo bhai 

mera aa gaya hai mukaam

swikaar karo bhai 

mera aakhiri pranaam

mera aakhiri pranaam

mera aakhiri pranaam

mera aakhiri pranaam

Explore this song