Roman script
ho ab ke baras ho ho ab ke baras ho ho ab ke baras barso ke bad ab ke baras barso ke bad, ab ke baras barso ke bad ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras barso ke bad ho, ab ke baras barso ke bad ho ab ke baras barso ke bad ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras ho ho ab ke baras ye kya ishara tumne kiya, sharma gayi me toba piya ye kya ishara tumne kiya, sharma gayi me toba piya isme shram ki kya bat hai, pura karo jo wada kiya shadi se pehle ke wado se, ab mukrne ka mosam aaya ab mukrne ka mosam aaya ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras ho ho ab ke baras ho ye zulf meri zanzir hai, ye aankh meri takdir hai ye zulf meri zanzir hai, ye aankh meri takdir hai tere bina meri zindagi, berang si ek tasvir hai berang si is tasvir me ho rang bharne ka mosam aaya, rang bharne ka mosam aaya ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras ho oo ab ke baras hans ke zara tum dekho idhar, kya ho gaya hai tumko hai khabar hans ke zara tum dekho idhar, kya ho gaya hai tumko hai khabar kitni rute aayi aur gayi, ye rut bhi yu na jaye gujar ab tak nahi jo humne kiya, wo kar gujarne ka mosam aaya kar gujarne ka mosam aaya ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras barso ke bad ho, ab ke baras barso ke bad ho ab ke baras barso ke bad ho pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya pyar karne ka mosam aaya, jine marne ka mosam aaya ab ke baras ho ho ab ke baras, ab ke baras ha ha ab ke baras
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Swarg Se Sunder (1986)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Jeetendra
- Actor: Jaya Prada
- Actor: Mithun Chakraborty
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Kader Khan
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Asrani
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Shoma Anand
- Actor: Bharat Bhushan
- Actor: Satyen Kappu
singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
actor: Jeetendra, Mithun Chakraborty, Jaya Prada, Padmini Kolhapure