Roman script

ab kaun mera sansar me 

kaha chale kaha chale mere jeewan saathi

chhod mujhe majhdaar me

ab kaun mera sansar me 

ab kaun mera sansar me 

kehti hai mere maathe ki bindiya

aayi hai tumko mithi si nindiya

kehti hai mere maathe ki bindiya

aayi hai tumko mithi si nindiya

jaag utha ho pritam pyaare

vinti hai aansu ki dhaar me

ab kaun mera sansar me 

ab kaun mera sansar me 

bhul gayi kya tu var apna

tut na jaaye mera sapna

bhul gayi kya bhul gayi maa

bhul gayi kya tu var apna

tut na jaaye mera sapna

meri jeewan jyot jala de

meri sish pe sindoor laga de

puchh rahi hu tujhse maa

kya paayi kami mere pyaar me

ab kaun mera sansar me 

ab kaun mera sansar me

ab kaun mera sansar me 

kaha chale maa kaha chale 

mere jeewan saathi

chhod mujhe majhdaar me

ab kaun mera sansar me 

ab kaun mera sansar me

Explore this song