Roman script

ab kaun hai

ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

tuhi ye bata kya kare takdir ka mara

tuhi ye bata kya kare takdir ka mara

ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

ummid ye kahti hai 

ke jina hai jiye ja

ummid ye kahti hai 

ke jina hai jiye ja

kyu gum karte hai marne ko ishara

tu ye bata kya kare takdir ka mara

ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

takdir ne kyu mujhse tumhe

chhin liya hai

takdir ne kyu mujhse tumhe

chhin liya hai

ek tumhi to the

meri mohabbat ka sahara

tu ye bata kya kare takdir ka mara

tu ye bata kya kare takdir ka mara

ab kaun hai is tute hue dil ka sahara

Explore this song