Roman script

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya 

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya 

mere se shikwa hi kya apna begana ho gaya 

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya 

hasrato arman meri bekasi par chha gaya

hasrato arman meri bekasi par chha gaya 

dil ka mit jana to gaya ek bahana ho gaya 

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya 

ek khilona tha mera dil tod kar wo chal diye 

ek khilona tha mera dil tod kar wo chal diye 

tukde tukde meri ulfat na fasana ho gaya 

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya 

ab na aansu hai na aahe hai na hai darde jigar 

ab na aansu hai na aahe hai na hai darde jigar 

eh tumhari yaad ka dil me thikana ho gaya 

ab kaha jau mera dushman jamana ho gaya

Explore this song