Roman script

ab jo hoga so hone do

yeh dil rasm e jahaan na mane

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye

hai pyaar ke deewaane

dil ka yeh sauda dil se kiya hai

dil jo liya hai dil bhi diya hai

are pyaar kiya hai koyi jurm nahi

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye 

hai pyaar ke deewaane

abb jo hoga so hone do

yeh dil rasm e jahaan na maane

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye 

hai pyaar ke deewaane

kitne jawaan hai apane iraade

tute kabhi na pyaar ke waade

abb hum tum na honge juda

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye 

hai pyaar ke deewaane

abb jo hoga so hone do

yeh dil rasm e jahaan na maane

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye 

hai pyaar ke deewaane

chhaye kabhi jo ghum ki ghataaye

masti mein hum tum badhate hi jaaye

hamako jamaana rokega kab tak

rukati kahaan hai tej hawaayein

jism hai do hum ek hai jaan

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye 

hai pyaar ke deewaane

abb jo hoga so hone do

yeh dil rasm e jahaan na maane

duniya jalati rahein, haath malati rahein

haathon mein haath leke chal diye hai 

pyaar ke deewaane

Explore this song