Roman script

ab dil me hai 
barbad tamanna ke siva kya
jab tum na rahe phir 
meri duniya me raha kya
meri duniya me raha kya
ya rab mere arman ka chaman kisne ujada
ye lut li kisne meri ummid ki duniya
ye baithe bithaye mere allah hua kya
jab tum na rahe phir
meri duniya me raha kya
meri duniya me raha kya
aasu bhari aankho ko uthaya nahi jata
wo dekh rahi hu
wo dekh rahi hu ki jo dekha nahi jata
ab dekhna hai aur dikhata hai khuda kya
jab tum na rahe phir 
meri duniya me raha kya
meri duniya me raha kya
hamne tumhe puja hai mohabbat ke bahane
jab hamse mohabbat na nibhai gayi tumse
hamne tumhe puja hai mohabbat ke bahane 
jab hamse mohabbat 
jab hamse mohabbat na nibhai gayi tumse
gairo se nibhaoge bhala aye bewafa kya
jab tum na rahe phir 
meri duniya me raha kya
meri duniya me raha kya

Song details

Song video

Watch on YouTube