Roman script

aazma luck aazma, aazma waqt aazma

apni kismat ki baazi aazma

subah nayi aazma, khwaab saare aazma

apni kismat ki baazi aazma

jami se uthaaye, falak pe bithaaye 

meharban ho jaaye agar khuda

hawaao mein chaahe charaag jalaaye

meharban ho jaaye agar khuda

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

saari kudrat saara aalam

tujhpe ho jaayenge yun fida

saari duniya saare mausam

aise mil jaayenge baakhuda

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

hai tera wo aashiya, chhule tu ye aasmaan

manjilo se aage nikal, phir tere dono ye jahaan

jami se uthaaye, falak pe bithaaye 

meharban ho jaaye agar khuda

hawaao mein chaahe charaag jalaaye

meharban ho jaaye agar khuda

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

tedhe medhe raaste, sab hai tere vaaste

har mushkil aasaan bane, chalna tu aahiste

jami se uthaaye, falak pe bithaaye 

meharban ho jaaye agar khuda

hawaao mein chaahe charaag jalaaye

meharban ho jaaye agar khuda

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

aazma luck aazma, aazma

Explore this song