Roman script

aa aa aa aa rey

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

raina bitayi kis dham, raina bitayi kis dham, hay ram

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

raina bitayi kis dham, raina bitayi kis dham

ha rat ki jagi re

rat ki jagi re ankhiya hain tori

rat ki jagi re ankhiya hain tori

ho rahi gali gali jiya ki chori

ho rahi gali gali jiya ki chori

ho nahi jana badnam hay ram

aayo kaha se ghanshyam hay ram

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

saja dhaja tumhri kaa kahu rasiya

saja dhaja tumari kaa kahu rasiya

aise lage tere hatho me bansiya

aise lage tere hatho me bansiya 

jaise katari liyo tham hay ram

jaise katari liyo tham hay ram

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

aayo kaha se ghanshyam

mai na kahu kachhu mose na rutho

mai na kahu kachhu mose na rutho

tum khud apne jiyara se punchho 

tum khud apne jiyara se punchho 

biti kaha pe kal sham

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

aayo kaha se ghanshyam, aayo kaha se ghanshyam

Explore this song