Roman script

husn hai shabab hai dil ki khuli kitab hai

aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye

husn hau shabab hai

masti bhari jawani ye dariya ek tufani hai

dub ke is gahrai me dekh le kitna paani hai

masti bhari jawani ye dariya ek tufani hai

dub ke is gahrai me dekh le kitna paani hai

aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye

husn hau shabab hai

jannat hai ye mehuri har tamanna puri

chal jaaye chahe chhuriya

sham hai sinduri nasha hai anguri

kaahe ki hai ye duriyaa

aayiye aayiye aayiye kahiye kya chahiye

husn hau shabab hai

Explore this song