Roman script

aai piya aai piya milan ki bahar 
aai piya milan ki bahar bahar aai piya 
aai piya milan ki bahar 
aai piya milan ki bahar bahar aai piya 
karu phulo se karu phulo se apna singar 
aai piya aai piya milan ki bahar 
bahar aai piya 
lagi un se lagan mora man hai magan 
lagi un se lagan mora man hai magan
yun dhadke hai dil chale jaise dulhan 
chale jaise dulhan 
aaj aaye sajan aaj aaye sajan 
jaau karke singar apne balam ke dawar 
aai piya aai piya milan ki bahar 
bahar aai piya
aai piya aai piya milan ki bahar 
bahar aai piya
aasha nache manwa nache manwa nache duniya nache 
aasha nache manwa nache manwa nache duniya nache 
nach rahi hai mast jawani 
nach rahi hai mast jaawni
le le ke angadai le le ke angadai 
dil chhed ab nach rahe hai man vina ke tar 
aai piya aai piya milan ki bahar 
aai piya milan ki bahar bahar aai piya 
aao piya

Song details

Song video

Watch on YouTube