Roman script

aai pari rang bhari aai pari rang bhari kisne pukara 
kisne kiya pyar bhara mast ishara cham cham cham cham 
nache jiya mausam to lehro ke gaane laga jhum utha jahan
aai pari rang bhari kisne pukara kisne kiya pyar bhara mast ishara 
le ke bhar aai hu mai dil ka karar lai hu mai
tu mera mai teri o mere balam 
tu mera mai teri o mere balam 
dharti ke godi me aai hu mai leke mastiya 
aai pari rang bhari kis ne pukara 
kisne kiya pyar bhara mast ishara 
bansi ki dhun ne luta mujhe apni hi dil me dekha mujhe 
gaau re dolu re ho ke magan gaau re dolu re ho ke magan 
taaro ke mahalo se utri hu mai le ke bijliya aai pari
aai pari rang bhari kis ne pukara 
kisne kiya pyar bhara mast ishara 
karna to yaad aaugi mai ye tan ko chand laungi mai 
aa idhar jhum kar tu hai mera dil aa 
idhar jhum kar tu hai mera dil
shabnam ke moti luta dungi mai teri raaho me aai pari
aai pari rang bhari kis ne pukara
kisne kiya pyar bhara mast ishara 
cham cham cham cham nache jiya mausam to 
lahra ke gaane laga jhum utha jahan
aai pari rang bhari kis ne pukara
kisne kiya pyar bhara mast isara 
aai pari rang bhari kis ne pukara 
kisne kiya pyar bhara mast ishara

Song details

Song video

Watch on YouTube